aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aqeel Danish's Photo'

Aqeel Danish

1940 | London, United Kingdom

Aqeel Danish

Ghazal 2

 

Sher-o-Shayari 3

ab bhī kuchh log mohabbat pe yaqīñ rakhte haiñ

ho jo mumkin to unheñ des nikālā de do

ab bhi kuchh log mohabbat pe yaqin rakhte hain

ho jo mumkin to unhen des nikala de do

maiñ bhī sach kahtā huuñ is jurm meñ duniyā vaalo

mere hāthoñ meñ bhī ik zahr piyāla de do

main bhi sach kahta hun is jurm mein duniya walo

mere hathon mein bhi ek zahr ka piyala de do

fitrat ye sitam bhī hai 'dānish' ajiib chiiz

sar kaise kaise kaisī kulāhoñ meñ rakh diye

fitrat ka ye sitam bhi hai 'danish' ajib chiz

sar kaise kaise kaisi kulahon mein rakh diye

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now