Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aish-o-ishrat hi mein kuchh hai zindagi

Joshish Azimabadi

aish-o-ishrat hi mein kuchh hai zindagi

Joshish Azimabadi

MORE BYJoshish Azimabadi

    aish-o-ishrat meñ kuchh hai zindagī

    marg hai be-yār o be-mai zindagī

    jo tire kushte haiñ ai mutrib pisar

    hai unhoñ nālā-e-nai zindagī

    ne havā ne abr ne saaqī ne mai

    kījiye is tarah tā-kai zindagī

    mar ga.e 'joshish' isī daryāft meñ

    kyā kaheñ hai kaun shai zindagī

    aish-o-ishrat hi mein kuchh hai zindagi

    marg hai be-yar o be-mai zindagi

    jo tere kushte hain ai mutrib pisar

    hai unhon ki nala-e-nai zindagi

    ne hawa ne abr ne saqi ne mai

    kijiye is tarah ta-kai zindagi

    mar gae 'joshish' isi daryaft mein

    kya kahen hai kaun si shai zindagi

    Source:

    Deewan-e-Joshish(Rekhta Website) (Pg. 365)

      • Edition: 1976
      • Publisher: Bihar Urdu Academy, Patna
      • Year of Publication: 1976
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now