Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

azal ke qissa-go ne dil ki jo utari dastan

Ali Akbar Natiq

azal ke qissa-go ne dil ki jo utari dastan

Ali Akbar Natiq

MORE BYAli Akbar Natiq

    azal ke qissa-go ne dil jo utārī dāstāñ

    kahīñ kahīñ se us ne to bahut sañvārī dāstāñ

    huā se jo sairbīñ purāne mausamoñ hai

    sunā sunā ke thak ga.ī mirī tumhārī dāstāñ

    kisī saaya rah gayā galī ke ain moḌ par

    usī habīb saa.e se banī hamārī dāstāñ

    mirī jabīñ pe sānehāt ne likhī haiñ arziyāñ

    ye arziyāñ haiñ hasratoñ ek bhārī dāstāñ

    dil-e-ḳharāb-o-ḳhasta par nazar na ne bahāl

    ki us makāñ tere gosh sau guzārī dāstāñ

    azal ke qissa-go ne dil ki jo utari dastan

    kahin kahin se us ne to bahut sanwari dastan

    hua se jo sairbin purane mausamon ki hai

    suna suna ke thak gai meri tumhaari dastan

    kisi ka saya rah gaya gali ke ain moD par

    usi habib sae se bani hamari dastan

    meri jabin pe sanehat ne likhi hain arziyan

    ye arziyan hain hasraton ki ek bhaari dastan

    dil-e-KHarab-o-KHasta par nazar na tu ne ki bahaal

    ki us makan ki tere gosh sau guzari dastan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now