Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

girte hain log garmi-e-bazar dekh kar

Abdul Hamid Adam

girte hain log garmi-e-bazar dekh kar

Abdul Hamid Adam

MORE BYAbdul Hamid Adam

    girte haiñ log garmī-e-bāzār dekh kar

    sarkār dekh kar mirī sarkār dekh kar

    āvārgī shauq bhaḌaktā hai aur bhī

    terī galī sāya-e-dīvār dekh kar

    taskīn-e-dil ek tadbīr hai faqat

    sar phoḌ lījiye koī dīvār dekh kar

    ham bhī ga.e haiñ hosh se saaqī kabhī kabhī

    lekin tirī nigāh ke atvār dekh kar

    kyā mustaqil ilaaj kiyā dil ke dard

    vo muskurā diye mujhe bīmār dekh kar

    dekhā kisī samt to kyā ho gayā 'adam'

    chalte haiñ rāh-rau sar-e-bāzār dekh kar

    girte hain log garmi-e-bazar dekh kar

    sarkar dekh kar meri sarkar dekh kar

    aawargi ka shauq bhaDakta hai aur bhi

    teri gali ka saya-e-diwar dekh kar

    taskin-e-dil ki ek hi tadbir hai faqat

    sar phoD lijiye koi diwar dekh kar

    hum bhi gae hain hosh se saqi kabhi kabhi

    lekin teri nigah ke atwar dekh kar

    kya mustaqil ilaj kiya dil ke dard ka

    wo muskura diye mujhe bimar dekh kar

    dekha kisi ki samt to kya ho gaya 'adam'

    chalte hain rah-rau sar-e-bazar dekh kar

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    girte hain log garmi-e-bazar dekh kar Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now