Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq hai ishq-e-pak-bazi ka

Abdul Wahab yakro

ishq hai ishq-e-pak-bazi ka

Abdul Wahab yakro

MORE BYAbdul Wahab yakro

    ishq hai ishq-e-pāk-bāzī

    go ki ho ālam-e-majāzī

    ishq tifl gir zamīñ uupar

    khel sīkhā hai ḳhāk-bāzī

    dil ko mizhgāñ neñ le ke panje meñ

    kaam kiitā hai shāh-bāzī

    kīmiyā sīm-tan siiñ miltā hai

    yahī hai fann sīm-sāzī

    fazl-e-ahmad siiñ sher 'yakrū'

    raah hai parda-e-hijāzī

    ishq hai ishq-e-pak-bazi ka

    go ki ho aalam-e-majazi ka

    ishq ka tifl gir zamin upar

    khel sikha hai KHak-bazi ka

    dil ko mizhgan nen le ke panje mein

    kaam kita hai shah-bazi ka

    kimiya sim-tan sin milta hai

    yahi hai fann sim-sazi ka

    fazl-e-ahmad sin sher 'yakru' ka

    rah hai parda-e-hijazi ka

    Source:

    diwan-e-yakro (Pg. 13)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now