Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wasl ki baat aur hi kuchh thi

Saifuddin Saif

wasl ki baat aur hi kuchh thi

Saifuddin Saif

MORE BYSaifuddin Saif

    vasl baat aur kuchh thī

    un dinoñ raat aur kuchh thī

    pahlī pahlī nazar ke afsāne

    vo mulāqāt aur kuchh thī

    aap aa.e the zindagī merī

    raat raat aur kuchh thī

    dil ne kuchh aur liyā matlab

    aap baat aur kuchh thī

    'saif' kar bhī tishnagī na ga.ī

    ab ke barsāt aur kuchh thī

    wasl ki baat aur hi kuchh thi

    un dinon raat aur hi kuchh thi

    pahli pahli nazar ke afsane

    wo mulaqat aur hi kuchh thi

    aap aae the zindagi meri

    raat ki raat aur hi kuchh thi

    dil ne kuchh aur hi liya matlab

    aap ki baat aur hi kuchh thi

    'saif' pi kar bhi tishnagi na gai

    ab ke barsat aur hi kuchh thi

    Source:

    Kham-e-Kakul (Pg. 38)

    • Author: Saifuddin Saif
      • Edition: 2011
      • Publisher: Al-Hamd Publications, Lahore. Pakistan
      • Year of Publication: 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now