kahaa.n jaa rahe the kahaa.n aa ga.e ham
Interesting Fact
Film: Love Marriage Year: 1959 Singer: Mohammed Rafi Music: Shankar Jaikishan Actor: Dev Anand,Mala Sinha
kahaa.n jaa rahe the kahaa.n aa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se Takraa ga.e ham
kho chale saare nishaa.n
mai.n yahaa.n dil hai kahaa.n
so.e hai.n ki jaage chakraa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se
ye sub.h mastii-bharii
yuu.n ha.nsii jaise parii
qismat ko shaayad yaad aa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se
ajnabii apnaa hu.aa
sach meraa sapnaa hu.aa
saare jahaa.n pe lo chhaa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se
kahaa.n jaa rahe the kahaa.n aa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se Takraa ga.e ham
kho chale saare nishaa.n
mai.n yahaa.n dil hai kahaa.n
so.e hai.n ki jaage chakraa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se
ye sub.h mastii-bharii
yuu.n ha.nsii jaise parii
qismat ko shaayad yaad aa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se
ajnabii apnaa hu.aa
sach meraa sapnaa hu.aa
saare jahaa.n pe lo chhaa ga.e ham
kisii kii nigaaho.n se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.