Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aa gaya waqt agar pyar mein ruswai ka

Imrana Mushtaq Mani

aa gaya waqt agar pyar mein ruswai ka

Imrana Mushtaq Mani

MORE BYImrana Mushtaq Mani

    aa gayā vaqt agar pyaar meñ rusvā.ī

    log dekheñge tamāshā tire saudā.ī

    ruuh se jism alag karne ke pas-manzar meñ

    hai koī haath yaqīnan kisī harjā.ī

    jaañ ġham-e-vasl ik shaam manā.eñ aa

    shor suntī huuñ sisaktī huī shahnā.ī

    maiñ tire pyaar ko duniyā se chhupā.ūñ kaise

    rañg āñkhoñ se barastā hai shanāsā.ī

    ḳhair ho aaj mire dil ke bayābānoñ

    'mānī' karnā nahīñ mātam shab-e-tanhā.ī

    aa gaya waqt agar pyar mein ruswai ka

    log dekhenge tamasha tere saudai ka

    ruh se jism alag karne ke pas-manzar mein

    hai koi hath yaqinan kisi harjai ka

    jaan gham-e-wasl ki ek sham manaen aa ja

    shor sunti hun sisakti hui shahnai ka

    main tere pyar ko duniya se chhupaun kaise

    rang aankhon se barasta hai shanasai ka

    KHair ho aaj mere dil ke bayabanon ki

    'mani' karna nahin matam shab-e-tanhai ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now