aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aah mizrab-e-mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin

Qaisar Haideri Dehlvi

aah mizrab-e-mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin

Qaisar Haideri Dehlvi

MORE BYQaisar Haideri Dehlvi

    aah mizrāb-e-mohabbat ke sivā kuchh bhī nahīñ

    saaz aahoñ ibādat ke sivā kuchh bhī nahīñ

    zindagī par jo kabhī tum ne ināyat thī

    ab vo taufīq-e-ināyat ke sivā kuchh bhī nahīñ

    aur hāsil ho koī ġham to ajal ko samjheñ

    zindagī rāz-e-haqīqat ke sivā kuchh bhī nahīñ

    aur afsāna-e-māzī meñ to rakhā kyā hai

    ab sukūñ lafz-e-rivāyat ke sivā kuchh bhī nahīñ

    aah mizrab-e-mohabbat ke siwa kuchh bhi nahin

    saz aahon ki ibaadat ke siwa kuchh bhi nahin

    zindagi par jo kabhi tum ne inayat ki thi

    ab wo taufiq-e-inayat ke siwa kuchh bhi nahin

    aur hasil ho koi gham to ajal ko samjhen

    zindagi raaz-e-haqiqat ke siwa kuchh bhi nahin

    aur afsana-e-mazi mein to rakha kya hai

    ab sukun lafz-e-riwayat ke siwa kuchh bhi nahin

    Source:

    Khat-e-Ghubar (Pg. 121)

    • Author: Qaisar Haideri Dehlvi
      • Publisher: All India Meer Academy, Lucknow
      • Year of Publication: 1985
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now