Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aansuon ko raushnai kar raha hun

Aadarsh Dubey

aansuon ko raushnai kar raha hun

Aadarsh Dubey

MORE BYAadarsh Dubey

    āñsuoñ ko raushnā.ī kar rahā huuñ

    is zamāna se laḌā.ī kar rahā huuñ

    koī chārāgar nahīñ hai aaj merā

    har maraz ḳhud davā.ī kar rahā huuñ

    ek nanhe se diye raushnī le

    maiñ añdheroñ se laḌā.ī kar rahā huuñ

    maiñ burā.ī kar rahā huuñ aap

    maiñ ḳhud apnī burā.ī kar rahā huuñ

    kal se bo.ūñgā sunahre ḳhvāb in meñ

    aaj āñkhoñ safā.ī kar rahā huuñ

    aansuon ko raushnai kar raha hun

    is zamana se laDai kar raha hun

    koi chaaragar nahin hai aaj mera

    har maraz ki KHud dawai kar raha hun

    ek nanhe se diye ki raushni le

    main andheron se laDai kar raha hun

    main burai kar raha hun aap ki ya

    main hi KHud apni burai kar raha hun

    kal se bounga sunahre KHwab in mein

    aaj aankhon ki safai kar raha hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now