Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab to angaron ke lab chum ke so jaenge

Bashir Badr

ab to angaron ke lab chum ke so jaenge

Bashir Badr

MORE BYBashir Badr

    ab to añgāroñ ke lab chuum ke so jā.eñge

    ham vo pyāse haiñ jo dariyāoñ ko tarsā.eñge

    ḳhvāb ā.īne haiñ āñkhoñ meñ liye phirte ho

    dhuup meñ chamkeñge TūTeñge to chubh jā.eñge

    sub.h tak dil ke darīchoñ ko khulā rahne do

    dard gumrāh farishte haiñ kahāñ jā.eñge

    niiñd fāḳhta sahmī huī hai āñkhoñ meñ

    tiir yādoñ kamīñ-gāhoñ se phir ā.eñge

    ab to angaron ke lab chum ke so jaenge

    hum wo pyase hain jo dariyaon ko tarsaenge

    KHwab aaine hain aankhon mein liye phirte ho

    dhup mein chamkenge TuTenge to chubh jaenge

    subh tak dil ke darichon ko khula rahne do

    dard gumrah farishte hain kahan jaenge

    nind ki faKHta sahmi hui hai aankhon mein

    tir yaadon ki kamin-gahon se phir aaenge

    Source:

    uraq salnama magazines (Pg. 526)

    • Author: Wazir Agha,Arif Abdul Mateen
      • Edition: 1967
      • Publisher: Daftar Mahnama Auraq Lahore
      • Year of Publication: 1967
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now