Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai musawwir yaad ki taswir khincha chahiye

Ishq Aurangabadi

ai musawwir yaad ki taswir khincha chahiye

Ishq Aurangabadi

MORE BYIshq Aurangabadi

    ai musavvir yaad tasvīr khīñchā chāhiye

    haath merā us dāman-gīr khīñchā chāhiye

    mujh se bismil agar tasvīr khīñchā chāhiye

    ye galā merā tah-e-shamshīr khīñchā chāhiye

    bast-e-zulf-e-musalsal hai ye dil sūrat-garo

    donoñ jānib us ke do zanjīr khīñchā chāhiye

    rañg-e-zard-e-āshiqāñ kar sirf jā-e-zāfarāñ

    is basantī-posh tasvīr khīñchā chāhiye

    kāġhaz-e-abrī pe likh hāl-e-dil-e-pur-soz-e-ishq

    gird us ke barq tahrīr khīñchā chāhiye

    ai musawwir yaad ki taswir khincha chahiye

    hath mera us ka daman-gir khincha chahiye

    mujh se bismil ki agar taswir khincha chahiye

    ye gala mera tah-e-shamshir khincha chahiye

    bast-e-zulf-e-musalsal hai ye dil surat-garo

    donon jaanib us ke do zanjir khincha chahiye

    rang-e-zard-e-ashiqan kar sirf ja-e-zafaran

    is basanti-posh ki taswir khincha chahiye

    kaghaz-e-abri pe likh haal-e-dil-e-pur-soz-e-ishq

    gird us ke barq ki tahrir khincha chahiye

    Source:

    Deewan-e-Ishq(Rekhta Website) (Pg. 95)

      • Publisher: Idara-e-Adabiyat-e-Urdu, Hyderabad
      • Year of Publication: 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now