Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aisi Thahri hai rut KHizaon ki

Yasir Raza Asif

aisi Thahri hai rut KHizaon ki

Yasir Raza Asif

MORE BYYasir Raza Asif

    aisī Thahrī hai rut ḳhizāoñ

    ham ko hasrat rahī hai chhāñv

    dil duniyā ujaaḌ kar insāñ

    khoj kartā phire ḳhalāoñ

    baam par dekh kar parindoñ ko

    yaad aa.ī hai phir se gaañv

    goliyoñ sadā.eñ sunte

    dhaḌkaneñ tham ga.ī haiñ maaoñ

    kis ko fursat ki dāstāñ likkhe

    siskiyāñ le rahī havāoñ

    āyat-e-vasl dam karo is par

    le ke miTTī kisī ke paañv

    dil ke gumbad meñ qaid hai 'āsif'

    guuñj bhūlī huī sadāoñ

    aisi Thahri hai rut KHizaon ki

    hum ko hasrat rahi hai chhanw ki

    dil ki duniya ujaD kar insan

    khoj karta phire KHalaon ki

    baam par dekh kar parindon ko

    yaad aai hai phir se ganw ki

    goliyon ki sadaen sunte hi

    dhaDkanen tham gai hain maon ki

    kis ko fursat ki dastan likkhe

    siskiyan le rahi hawaon ki

    aayat-e-wasl dam karo is par

    le ke miTTi kisi ke panw ki

    dil ke gumbad mein qaid hai 'asif'

    gunj bhuli hui sadaon ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now