Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne hone ka har ek lamha pata deti hui

Zia Faruqi

apne hone ka har ek lamha pata deti hui

Zia Faruqi

MORE BYZia Faruqi

    apne hone har ik lamha patā detī huī

    yaad haiñ mujh ko vo do āñkheñ sadā detī huī

    umr-bhar hasrateñ laade thakī-māñdī hayāt

    rahī hai jaane kis kis ko duā detī huī

    dil har ik hukm sar-āñkhoñ pe lekin kyā kareñ

    ye jo hai ik aql apnā faisla detī huī

    dekhte dekhte uḌne lagī bastī meñ ḳhaak

    ik ḳhabar aa.ī thī sho.aloñ ko havā detī huī

    umr-bhar justujū hai yahī hāsil 'ziyā'

    ek dīvār-e-tahayyur aasrā detī huī

    apne hone ka har ek lamha pata deti hui

    yaad hain mujh ko wo do aankhen sada deti hui

    umr-bhar ki hasraten lade thaki-mandi hayat

    ja rahi hai jaane kis kis ko dua deti hui

    dil ka har ek hukm sar-ankhon pe lekin kya karen

    ye jo hai ek aql apna faisla deti hui

    dekhte hi dekhte uDne lagi basti mein KHak

    ek KHabar aai thi shoalon ko hawa deti hui

    umr-bhar ki justuju ka hai yahi hasil 'ziya'

    ek diwar-e-tahayyur aasra deti hui

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Zia Faruqi

    Zia Faruqi

    RECITATIONS

    Zia Faruqi

    Zia Faruqi,

    Zia Faruqi

    apne hone ka har ek lamha pata deti hui Zia Faruqi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now