Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aur phir kaun si ab hogi mulaqat ki raat

Ijtiba Rizvi

aur phir kaun si ab hogi mulaqat ki raat

Ijtiba Rizvi

MORE BYIjtiba Rizvi

    aur phir kaun ab hogī mulāqāt raat

    bhīgī bhīgī ye gunahgār barsāt raat

    ghūmte kaTtā hai kūche meñ tire din din

    baiThe kaT jaatī hai chaukhaT pe tirī raat raat

    yuuñ haiñ barham tirī ghanghor ghaTā zulfeñ

    jaisī bikhrī huī biphrī huī zulmāt raat

    aisī ābād tirī bazm hai ai jān-e-nashāt

    jaisī ka.aba sahar jaisī ḳharābāt raat

    aur phir kaun si ab hogi mulaqat ki raat

    bhigi bhigi ye gunahgar si barsat ki raat

    ghumte kaTta hai kuche mein tere din ka din

    baiThe kaT jati hai chaukhaT pe teri raat ki raat

    yun hain barham teri ghanghor ghaTa si zulfen

    jaisi bikhri hui biphri hui zulmat ki raat

    aisi aabaad teri bazm hai ai jaan-e-nashat

    jaisi kaba ki sahar jaisi KHarabaat ki raat

    Source:

    Shola-e-Nida (Pg. 250)

    • Author: Ijtiba Rizvi
      • Publisher: Husain Ahmad Madani
      • Year of Publication: 1954
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now