Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bhali ho ya ki buri har nazar samajhta hai

Atul Ajnabi

bhali ho ya ki buri har nazar samajhta hai

Atul Ajnabi

MORE BYAtul Ajnabi

    bhalī ho ki burī har nazar samajhtā hai

    har ek shaḳhs aahaT ko ghar samajhtā hai

    har ek dar ko vo apnā dar samajhtā hai

    magar zamāna use dar-ba-dar samajhtā hai

    phal aur shāḳh samajhne meñ chuuk jaa.eñ magar

    hai kis jagah parinda shajar samajhtā hai

    kuchh is tarah se dikhātā hai vo hunar apnā

    ki jaise sab ko yahāñ be-hunar samajhtā hai

    bhali ho ya ki buri har nazar samajhta hai

    har ek shaKHs ki aahaT ko ghar samajhta hai

    har ek dar ko wo apna hi dar samajhta hai

    magar zamana use dar-ba-dar samajhta hai

    phal aur shaKH samajhne mein chuk jaen magar

    hai kis jagah ka parinda shajar samajhta hai

    kuchh is tarah se dikhata hai wo hunar apna

    ki jaise sab ko yahan be-hunar samajhta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now