Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

biti hai ye sab dil pe hai sab dil ki zabani

Ishq Aurangabadi

biti hai ye sab dil pe hai sab dil ki zabani

Ishq Aurangabadi

MORE BYIshq Aurangabadi

    biitī hai ye sab dil pe hai sab dil zabānī

    hijrāñ jo dilbar se maiñ kahtā huuñ kahānī

    yaar aziiz āñkhoñ meñ hai mahr-vashoñ ke

    niiñ hai mah-e-kan.āñ bhī tire husn ke saanī

    abrū ke tire chiin ke kyā vasf kahūñ maiñ

    shamshīr meñ jauhar se hai ḳhūbī nishānī

    sar par ho sar-e-bazm kahāñ sham.a meñ hai aab

    gar ishq āñkheñ jo kareñ ashk-fishānī

    biti hai ye sab dil pe hai sab dil ki zabani

    hijran ki jo dilbar se main kahta hun kahani

    tu yar aziz aankhon mein hai mahr-washon ke

    nin hai mah-e-kanan bhi tere husn ke sani

    abru ke tere chin ke kya wasf kahun main

    shamshir mein jauhar se hai KHubi ki nishani

    sar par ho sar-e-bazm kahan shama mein hai aab

    gar ishq ki aankhen jo karen ashk-fishani

    Source:

    Deewan-e-Ishq(Rekhta Website) (Pg. 97)

      • Publisher: Idara-e-Adabiyat-e-Urdu, Hyderabad
      • Year of Publication: 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now