Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bijliyan giraate ho aashiyan jalate ho

Abdul Majeed Khan Majeed

bijliyan giraate ho aashiyan jalate ho

Abdul Majeed Khan Majeed

MORE BYAbdul Majeed Khan Majeed

    bijliyāñ girāte ho āshiyāñ jalāte ho

    tum sitam har nusḳha mujh pe āzmāte ho

    dil-fareb va.adoñ se rāt-din lubhāte ho

    jab bhī vaqt aatā hai mujh ko bhuul jaate ho

    rūThnā bahal jaanā tum ko ḳhuub aatā hai

    pal meñ ruuTh jaate ho pal meñ maan jaate ho

    bijliyan giraate ho aashiyan jalate ho

    tum sitam ka har nusKHa mujh pe aazmate ho

    dil-fareb wadon se raat-din lubhate ho

    jab bhi waqt aata hai mujh ko bhul jate ho

    ruThna bahal jaana tum ko KHub aata hai

    pal mein ruTh jate ho pal mein man jate ho

    Source:

    (Pg. 95)

    • Author: Abdul Majeed Khan Majeed
      • Publisher: Isteara Publications, New Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now