Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chalta nahin fareb kisi uzr-KHwah ka

Yagana Changezi

chalta nahin fareb kisi uzr-KHwah ka

Yagana Changezi

MORE BYYagana Changezi

  chaltā nahīñ fareb kisī uzr-ḳhvāh

  dil hai baġhal meñ koī daftar gunāh

  ab kyā lagegā dil chaman-e-rozgār meñ

  maarā huā hai dīda-e-ibrat-nigāh

  duniyā maqām-e-hū nazar aa.egī nā-gahāñ

  TūTegā jab tilism fareb-e-nigāh

  dil kā.enāt-e-ishq meñ shāhoñ shaah hai

  muḳhtār-e-kul tamām safed o siyāh

  sābit huā kisī pe na jurm-e-vafā kabhī

  parda khulā na ishq-e-sarāpā-gunāh

  chalta nahin fareb kisi uzr-KHwah ka

  dil hai baghal mein ya koi daftar gunah ka

  ab kya lagega dil chaman-e-rozgar mein

  mara hua hai dida-e-ibrat-nigah ka

  duniya maqam-e-hu nazar aaegi na-gahan

  TuTega jab tilism fareb-e-nigah ka

  dil kaenat-e-ishq mein shahon ka shah hai

  muKHtar-e-kul tamam safed o siyah ka

  sabit hua kisi pe na jurm-e-wafa kabhi

  parda khula na ishq-e-sarapa-gunah ka

  RECITATIONS

  Fasih Akmal

  Fasih Akmal,

  Fasih Akmal

  chalta nahin fareb kisi uzr-KHwah ka Fasih Akmal

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now