Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek mashal thi bujha di usne

Abdul Hamid

ek mashal thi bujha di usne

Abdul Hamid

MORE BYAbdul Hamid

    ek mash'al thī bujhā us ne

    phir añdheroñ ko havā us ne

    kis qadar fart-e-aqīdat se jhukā

    aur phir ḳhaak uḌā us ne

    dam-ba-dam mujh pe chalā kar talvār

    ek patthar ko jilā us ne

    yaañ to aatā nahīñ thā koī

    aan kar bazm sajā us ne

    ek mash'al thi bujha di us ne

    phir andheron ko hawa di us ne

    kis qadar fart-e-aqidat se jhuka

    aur phir KHak uDa di us ne

    dam-ba-dam mujh pe chala kar talwar

    ek patthar ko jila di us ne

    yan to aata hi nahin tha koi

    aan kar bazm saja di us ne

    RECITATIONS

    Abdul Hamid

    Abdul Hamid,

    Abdul Hamid

    ek mashal thi bujha di usne Abdul Hamid

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now