Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fikr mein hain hamein bujhane ki

Azhar Inayati

fikr mein hain hamein bujhane ki

Azhar Inayati

MORE BYAzhar Inayati

    fikr meñ haiñ hameñ bujhāne

    āñdhiyāñ 'mīr' ke zamāne

    merā ghar hai purāne vaqtoñ

    us āñkheñ na.e zamāne

    ab koī baat bhūltā nahīñ

    haa.e vo umr bhuul jaane

    apne andar shor kam to huā

    ḳhāmushī meñ kitāb-ḳhāne

    ek manzar thā yaad rakhne

    ek tasvīr thī banāne

    fikr mein hain hamein bujhane ki

    aandhiyan 'mir' ke zamane ki

    mera ghar hai purane waqton ka

    us ki aankhen nae zamane ki

    ab koi baat bhulta hi nahin

    hae wo umr bhul jaane ki

    apne andar ka shor kam to hua

    KHamushi mein kitab-KHane ki

    ek manzar tha yaad rakhne ka

    ek taswir thi banane ki

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Azhar Inayati

    Azhar Inayati

    RECITATIONS

    Azhar Inayati

    Azhar Inayati,

    Azhar Inayati

    fikr mein hain hamein bujhane ki Azhar Inayati

    Source:

    Jhunka na-e-mausam kaa (Pg. 14)

    • Author: azhar inaayatii
      • Edition: 2006
      • Publisher: islamic wonders bureau
      • Year of Publication: 2006
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now