Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gah humse KHafa wo hain gahe un se KHafa hum

Shefta Mustafa Khan

gah humse KHafa wo hain gahe un se KHafa hum

Shefta Mustafa Khan

MORE BYShefta Mustafa Khan

    gah ham se ḳhafā vo haiñ gahe un se ḳhafā ham

    muddat se isī tarah nibhī jaatī hai bāham

    at times I am cross with her, at times she with me

    for ages we have managed in this manner mutually

    karte haiñ ġhalat yaar se iz.hār-e-vafā ham

    sābit jo huā ishq kujā yaar kujā ham

    it is wrong of me to tell her of my loyalty

    where is she and where am I, if love it proves to be

    kuchh nashsha-e-mai se nahīñ kam nashsha-e-naḳhvat

    taqvā meñ bhī sahbā uThāte haiñ mazā ham

    greater than headiness of wine is headiness of pride

    for rapture more than alcohol does abstinence provide

    maujūd hai jo laao jo matlūb hai vo lo

    mushtāq-e-vafā tum ho talabgār-e-jafā ham

    give me what is present, take whatever you need

    you desire faithfulness, being tortured is my creed

    ne tab.a pareshāñ thī na ḳhātir mutafarriq

    vo din bhī ajab the ki ham aur aap the bāham

    untroubled was my temperament,my being was not undone

    so full of wonder were those days, when you and I were one

    kyā karte haiñ kyā sunte haiñ kyā dekhte haiñ haa.e

    us shoḳh ke jab kholte haiñ band-e-qabā ham

    what I do, what will I hear, what will I see at last

    when that naughty damsel's gown I manage to unfast

    ye tarz-e-tarannum kahīñ zinhār na DhūñDo

    ai 'shefta' murġh-e-chaman rakhte haiñ ham

    to seek this style of singing elsewhere I would not advise

    either sheftaa carries it, else birds of paradise

    gah hum se KHafa wo hain gahe un se KHafa hum

    muddat se isi tarah nibhi jati hai baham

    at times I am cross with her, at times she with me

    for ages we have managed in this manner mutually

    karte hain ghalat yar se izhaar-e-wafa hum

    sabit jo hua ishq kuja yar kuja hum

    it is wrong of me to tell her of my loyalty

    where is she and where am I, if love it proves to be

    kuchh nashsha-e-mai se nahin kam nashsha-e-naKHwat

    taqwa mein bhi sahba ka uThate hain maza hum

    greater than headiness of wine is headiness of pride

    for rapture more than alcohol does abstinence provide

    maujud hai jo lao jo matlub hai wo lo

    mushtaq-e-wafa tum ho talabgar-e-jafa hum

    give me what is present, take whatever you need

    you desire faithfulness, being tortured is my creed

    ne taba pareshan thi na KHatir mutafarriq

    wo din bhi ajab the ki hum aur aap the baham

    untroubled was my temperament,my being was not undone

    so full of wonder were those days, when you and I were one

    kya karte hain kya sunte hain kya dekhte hain hae

    us shoKH ke jab kholte hain band-e-qaba hum

    what I do, what will I hear, what will I see at last

    when that naughty damsel's gown I manage to unfast

    ye tarz-e-tarannum kahin zinhaar na DhunDo

    ai 'shefta' ya murgh-e-chaman rakhte hain ya hum

    to seek this style of singing elsewhere I would not advise

    either sheftaa carries it, else birds of paradise

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now