Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ghar ki mushkil koi hal chahti hai

Fay Seen Ejaz

ghar ki mushkil koi hal chahti hai

Fay Seen Ejaz

MORE BYFay Seen Ejaz

    ghar mushkil koī hal chāhtī hai

    mujh se vo tāj-mahal chāhtī hai

    kaisī nādān hai duniyā talab

    biij boyā nahīñ phal chāhtī hai

    intizār āshnā āñkhoñ jalan

    terī āñkhoñ ke kañval chāhtī hai

    fikr hai sub.h dushman kaisī

    raat raat ġhazal chāhtī hai

    baiTh sāmne ik naaz ke saath

    musavvir amal chāhtī hai

    jis meñ har chehre ke TukḌe ho jaa.eñ

    aañkh vo shīsh-mahal chāhtī hai

    ghar ki mushkil koi hal chahti hai

    mujh se wo taj-mahal chahti hai

    kaisi nadan hai duniya ki talab

    bij boya nahin phal chahti hai

    intizar aashna aankhon ki jalan

    teri aankhon ke kanwal chahti hai

    fikr hai subh ki dushman kaisi

    raat ki raat ghazal chahti hai

    baiTh ja samne ek naz ke sath

    tu musawwir ka amal chahti hai

    jis mein har chehre ke TukDe ho jaen

    aankh wo shish-mahal chahti hai

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 740)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now