Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum chhoD chale hain mahfil ko yaad aae kabhi to mat rona

Hasrat Jaipuri

hum chhoD chale hain mahfil ko yaad aae kabhi to mat rona

Hasrat Jaipuri

MORE BYHasrat Jaipuri

    ham chhoḌ chale haiñ mahfil ko yaad aa.e kabhī to mat ronā

    is dil ko tasallī de denā ghabrā.e kabhī to mat ronā

    ik ḳhvāb dekhā thā ham ne jab aañkh khalī vo TuuT gayā

    ye pyaar agar sapnā ban kar taḌpā.e kabhī to mat ronā

    tam mere ḳhayāloñ meñ kho kar barbād na karnā jīvan ko

    jab koī sahelī baat tumheñ samjhā.e kabhī to mat ronā

    jīvan ke safar meñ tanhā.ī mujh ko to na zinda chhoḌegī

    marne ḳhabar ai jān-e-jigar mil jaa.e kabhī to mat ronā

    hum chhoD chale hain mahfil ko yaad aae kabhi to mat rona

    is dil ko tasalli de dena ghabrae kabhi to mat rona

    ek KHwab sa dekha tha hum ne jab aankh khali wo TuT gaya

    ye pyar agar sapna ban kar taDpae kabhi to mat rona

    tam mere KHayalon mein kho kar barbaad na karna jiwan ko

    jab koi saheli baat tumhein samjhae kabhi to mat rona

    jiwan ke safar mein tanhai mujh ko to na zinda chhoDegi

    marne ki KHabar ai jaan-e-jigar mil jae kabhi to mat rona

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now