Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek aag si sine mein din raat sulagti hai

Abdul Majeed Khan Majeed

ek aag si sine mein din raat sulagti hai

Abdul Majeed Khan Majeed

MORE BYAbdul Majeed Khan Majeed

    ik aag siine meñ din raat sulagtī hai

    aa jaa.e koī sāvan ḳhvāhish ye machaltī hai

    shabnam haqīqat kyā shab bhar kahānī hai

    uḌ jaate haiñ pal-bhar meñ jab dhuup nikaltī hai

    us buuñd azmat ko kyā ahl-e-sitam jāneñ

    ik buuñd jo aañsū āñkhoñ se Tapaktī hai

    jal jaate haiñ parvāne ma.asūm chāhat meñ

    ye dekh ke sham.a bhī chup-chāp sisaktī hai

    muñh-zor havā.eñ bhī kyā us bigāḌeñgī

    rahtī hai salāmat vo jo shāḳh lachaktī hai

    ek aag si sine mein din raat sulagti hai

    aa jae koi sawan KHwahish ye machalti hai

    shabnam ki haqiqat kya shab bhar ki kahani hai

    uD jate hain pal-bhar mein jab dhup nikalti hai

    us bund ki azmat ko kya ahl-e-sitam jaanen

    ek bund jo aansu ki aankhon se Tapakti hai

    jal jate hain parwane masum si chahat mein

    ye dekh ke shama bhi chup-chap sisakti hai

    munh-zor hawaen bhi kya us ka bigaDengi

    rahti hai salamat wo jo shaKH lachakti hai

    Source:

    (Pg. 51)

    • Author: Abdul Majeed Khan Majeed
      • Publisher: Isteara Publications, New Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now