Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

itna batla mujhe harjai hun main yar ki tu

Jurat Qalandar Bakhsh

itna batla mujhe harjai hun main yar ki tu

Jurat Qalandar Bakhsh

MORE BYJurat Qalandar Bakhsh

    itnā batlā mujhe harjā.ī huuñ maiñ yaar ki

    maiñ har ik shaḳhs se rakhtā huuñ sarokār ki

    kam-sabātī mirī har dam hai muḳhātib ba-habāb

    dekheñ to pahle ham us bahr se hoñ paar ki

    nā-tavānī mirī gulshan meñ ye bahse hai

    dekheñ ai nik.hat-e-gul ham haiñ subuk-bār ki

    dostī kar ke jo dushman huā 'jur.at'

    bevafā vo hai phir ai shoḳh sitamgār ki

    itna batla mujhe harjai hun main yar ki tu

    main har ek shaKHs se rakhta hun sarokar ki tu

    kam-sabaati meri har dam hai muKHatib ba-habab

    dekhen to pahle hum us bahr se hon par ki tu

    na-tawani meri gulshan mein ye hi bahse hai

    dekhen ai nikhat-e-gul hum hain subuk-bar ki tu

    dosti kar ke jo dushman hua tu 'jurat' ka

    bewafa wo hai phir ai shoKH sitamgar ki tu

    RECITATIONS

    Fasih Akmal

    Fasih Akmal,

    Fasih Akmal

    itna batla mujhe harjai hun main yar ki tu Fasih Akmal

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now