aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab hawa shab ko badalti hui pahlu aai

Mustafa Zaidi

jab hawa shab ko badalti hui pahlu aai

Mustafa Zaidi

MORE BYMustafa Zaidi

    jab havā shab ko badaltī huī pahlū aa.ī

    muddatoñ apne badan se tirī ḳhushbū aa.ī

    mere naġhmāt taqdīr na pahuñche tujh tak

    merī fariyād qismat ki tujhe chhū aa.ī

    apnī āñkhoñ se lagātī haiñ zamāne ke qadam

    shahr rāh-guzāroñ meñ mirī ḳhū aa.ī

    haañ namāzoñ asar dekh liyā pichhlī raat

    maiñ idhar ghar se gayā thā ki udhar aa.ī

    muzhda ai dil kisī pahlū to qarār aa gayā

    manzil-e-dār kaTī sā'at-e-gesū aa.ī

    jab hawa shab ko badalti hui pahlu aai

    muddaton apne badan se teri KHushbu aai

    mere naghmat ki taqdir na pahunche tujh tak

    meri fariyaad ki qismat ki tujhe chhu aai

    apni aankhon se lagati hain zamane ke qadam

    shahr ki rah-guzaron mein meri KHu aai

    han namazon ka asar dekh liya pichhli raat

    main idhar ghar se gaya tha ki udhar tu aai

    muzhda ai dil kisi pahlu to qarar aa hi gaya

    manzil-e-dar kaTi sa'at-e-gesu aai

    Source:

    Kulliyat-e-Mustafa Zaidi(Qaba-e-Saaz) (Pg. 76)

    • Author: Mustafa Zaidi
      • Edition: 2011
      • Publisher: Alhamd Publications
      • Year of Publication: 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now