Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab shaKH-e-gul chaTaKH ke giri raaz ki tarah

Khalid Shirazi

jab shaKH-e-gul chaTaKH ke giri raaz ki tarah

Khalid Shirazi

MORE BYKhalid Shirazi

    jab shāḳh-e-gul chaTaḳh ke girī raaz tarah

    ḳhushbū dil laraz uThā āvāz tarah

    vo dhuul jis ko na kisī shahr ne amaañ

    lipTī huī hai paañv se dam-sāz tarah

    itnā havās-gīr thā sūraj iztirāb

    manzar badal ga.e tire andāz tarah

    paañv tale zamīñ nahīñ lekin ḳhalāoñ se

    rishta milā rahā huuñ rag-e-sāz tarah

    is munjamid sukūt meñ 'ḳhālid' mirī sadā

    pathrā ga.ī hai hasrat-e-parvāz tarah

    jab shaKH-e-gul chaTaKH ke giri raaz ki tarah

    KHushbu ka dil laraz uTha aawaz ki tarah

    wo dhul jis ko di na kisi shahr ne aman

    lipTi hui hai panw se dam-saz ki tarah

    itna hawas-gir tha suraj ka iztirab

    manzar badal gae tere andaz ki tarah

    panw tale zamin nahin lekin KHalaon se

    rishta mila raha hun rag-e-saz ki tarah

    is munjamid sukut mein 'KHalid' meri sada

    pathra gai hai hasrat-e-parwaz ki tarah

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 1056)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now