Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

junun ke shauq mein yun mahw-e-ashiqi na rahe

Aarib Hasimi

junun ke shauq mein yun mahw-e-ashiqi na rahe

Aarib Hasimi

MORE BYAarib Hasimi

    junūñ ke shauq meñ yuuñ mahv-e-āshiqī na rahe

    ki mere bas meñ ye merī zindagī na rahe

    lahū bhī apnī ragoñ charāġh meñ Daalo

    havā jahāñ bhī chalegī yuuñ sar-phirī na rahe

    kamāl fan meñ na itnā bhī de mire mālik

    ki mere ishq ke lahje meñ ājizī na rahe

    ye soch kar to maiñ jald lauT aaya huuñ

    intizār kare aur jāgtī na rahe

    junun ke shauq mein yun mahw-e-ashiqi na rahe

    ki mere bas mein ye meri hi zindagi na rahe

    lahu bhi apni ragon ka charagh mein Dalo

    hawa jahan bhi chalegi yun sar-phiri na rahe

    kamal fan mein na itna bhi de mere malik

    ki mere ishq ke lahje mein aajizi na rahe

    ye soch kar hi to main jald lauT aaya hun

    tu intizar kare aur jagti na rahe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now