Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kab tak us ka hijr manata sahra chhoD diya

Obaid Siddiqi

kab tak us ka hijr manata sahra chhoD diya

Obaid Siddiqi

MORE BYObaid Siddiqi

    kab tak us hijr manātā sahrā chhoḌ diyā

    jiine ummīd meñ maiñ ne kyā kyā chhoḌ diyā

    mere saath lagā rahtā hai yādoñ bādal

    dhūp-bhare rastoñ par us ne saaya chhoḌ diyā

    har chehre par ik chehre dhoka hotā hai

    kis ne mujh ko is bastī meñ tanhā chhoḌ diyā

    duniyā sab kuchh jaan ga.ī hai mere baare meñ

    bint-e-alam ne nā-mahram se parda chhoḌ diyā

    pahle pahle ḳhauf bahut aatā thā marne se

    phir vo manzil aa.ī maiñ ne Darnā chhoḌ diyā

    kab tak us ka hijr manata sahra chhoD diya

    jine ki ummid mein main ne kya kya chhoD diya

    mere sath laga rahta hai yaadon ka baadal

    dhup-bhare raston par us ne saya chhoD diya

    har chehre par ek chehre ka dhoka hota hai

    kis ne mujh ko is basti mein tanha chhoD diya

    duniya sab kuchh jaan gai hai mere bare mein

    bint-e-alam ne na-mahram se parda chhoD diya

    pahle pahle KHauf bahut aata tha marne se

    phir wo manzil aai main ne Darna chhoD diya

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Obaid Siddiqi

    Obaid Siddiqi

    RECITATIONS

    Obaid Siddiqi

    Obaid Siddiqi,

    Obaid Siddiqi

    kab tak us ka hijr manata sahra chhoD diya Obaid Siddiqi

    Source:

    Rang hava main phel raha hai (Pg. 188)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now