Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kabhi barson ka simTaw bahut achchha laga hai

Saima Esma

kabhi barson ka simTaw bahut achchha laga hai

Saima Esma

MORE BYSaima Esma

    kabhī barsoñ simTāv bahut achchhā lagā hai

    kabhī lamhe phailāv bahut achchhā lagā hai

    satāyā ek arsa tab.a jaulāniyoñ ne

    to ab jazboñ Thahrāv bahut achchhā lagā hai

    lagāyā hai farāmoshī marham sab pe lekin

    ga.e vaqtoñ ik ghaav bahut achchhā lagā hai

    sukūñ parvar jazīroñ tak mujhe pahuñchāne vaalā

    talātum pas-e-nāv bahut achchhā lagā hai

    nayā ik peñtrā apnā khulā mujh par hamesha

    mujhe qismat har daav bahut achchhā lagā hai

    kabhi barson ka simTaw bahut achchha laga hai

    kabhi lamhe ka phailaw bahut achchha laga hai

    sataya ek arsa taba ki jaulaniyon ne

    to ab jazbon ka Thahraw bahut achchha laga hai

    lagaya hai faramoshi ka marham sab pe lekin

    gae waqton ka ek ghaw bahut achchha laga hai

    sukun parwar jaziron tak mujhe pahunchane wala

    talatum sa pas-e-naw bahut achchha laga hai

    naya ek pentra apna khula mujh par hamesha

    mujhe qismat ka har daw bahut achchha laga hai

    Source:

    Gul-e-Dopahar (Pg. 63)

    • Author: Saima Esma
      • Publisher: Idara Butool, Lahore
      • Year of Publication: 2006
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now