Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kabhi iman ki baaten kabhi kirdar ki baaten

Rakesh Toofan

kabhi iman ki baaten kabhi kirdar ki baaten

Rakesh Toofan

MORE BYRakesh Toofan

    kabhī īmān bāteñ kabhī kirdār bāteñ

    chalo chhoḌo haTo karne lage bekār bāteñ

    batāne lag ga.ī haiñ asl qātil ko masīhā ye

    bharose ke kahāñ qābil rahīñ aḳhbār bāteñ

    na jaane kitne rishtoñ ko be-ghar kar chukī haiñ ye

    hamāre ghar chaukhaT pe khaḌī bāzār bāteñ

    tamāmī nafratoñ par guftugū umr bhar ab to

    chalo aao kareñ thoḌī vafā-o-pyār bāteñ

    kabhi iman ki baaten kabhi kirdar ki baaten

    chalo chhoDo haTo karne lage bekar ki baaten

    batane lag gai hain asl qatil ko masiha ye

    bharose ke kahan qabil rahin aKHbar ki baaten

    na jaane kitne hi rishton ko be-ghar kar chuki hain ye

    hamare ghar ki chaukhaT pe khaDi bazar ki baaten

    tamami nafraton par guftugu ki umr bhar ab to

    chalo aao karen thoDi wafa-o-pyar ki baaten

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now