aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaifiyat iztirab ki si hai

Asad Rizvi

kaifiyat iztirab ki si hai

Asad Rizvi

MORE BYAsad Rizvi

    kaifiyat iztirāb hai

    tere ḳhat ke javāb hai

    sub.h paḌhtā huuñ shaam paḌhtā huuñ

    mukammal kitāb hai

    sūra-e-shams hai nazar terī

    sho.alagī āftāb hai

    terī maujūdgī surūr-āgīñ

    terī furqat azaab hai

    merī āñkheñ haiñ titliyoñ tarah

    terī sūrat gulāb hai

    kyā karoge 'asad' ise le kar

    jab ye duniyā habāb hai

    kaifiyat iztirab ki si hai

    tere KHat ke jawab ki si hai

    subh paDhta hun sham paDhta hun

    tu mukammal kitab ki si hai

    sura-e-shams hai nazar teri

    shoalagi aaftab ki si hai

    teri maujudgi surur-agin

    teri furqat azab ki si hai

    meri aankhen hain titliyon ki tarah

    teri surat gulab ki si hai

    kya karoge 'asad' ise le kar

    jab ye duniya habab ki si hai

    Source:

    Palkon Ke Sadaf (Pg. 36)

    • Author: Asad Rizvi
      • Publisher: Adabistan Publications, New Delhi
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now