Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaisa manzar tha ki kuchh tufan sa tha ek bar

Qurban Aatish

kaisa manzar tha ki kuchh tufan sa tha ek bar

Qurban Aatish

MORE BYQurban Aatish

  kaisā manzar thā ki kuchh tūfān thā ek baar

  chhīn kar tujh se maiñ dil ko le gayā thā ek baar

  ye mirī ḳhush-qismatī thī bach gayā thā bāl-bāl

  nafratoñ mujh pe bhī patthar girā thā ek baar

  khulte hoñToñ par guloñ ke chhā ga.ī pazhmurdagī

  kyā sabā ne dard tohfa diyā thā ek baar

  aur kyā mujh ko tirī dahlīz se hāsil huā

  kāġhzī ḳhushiyoñ guldasta milā thā ek baar

  āsmāñ se gir paḌā andhī zamīñ ke jism par

  be-tahāshā shauq taa.ir uḌā thā ek baar

  maiñ havā-e-hijr tāsīr se huuñ bā-ḳhabar

  bahr-e-āzam bhī laraz kar chīḳh uThā thā ek baar

  kaisa manzar tha ki kuchh tufan sa tha ek bar

  chhin kar tujh se main dil ko le gaya tha ek bar

  ye meri KHush-qismati thi bach gaya tha baal-baal

  nafraton ka mujh pe bhi patthar gira tha ek bar

  khulte honTon par gulon ke chha gai pazhmurdagi

  kya saba ne dard ka tohfa diya tha ek bar

  aur kya mujh ko teri dahliz se hasil hua

  kaghzi KHushiyon ka guldasta mila tha ek bar

  aasman se gir paDa andhi zamin ke jism par

  be-tahasha shauq ka tair uDa tha ek bar

  main hawa-e-hijr ki tasir se hun ba-KHabar

  bahr-e-azam bhi laraz kar chiKH uTha tha ek bar

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now