Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

karen kis liye hum kisi ka lihaz

Jaimini Sarshar

karen kis liye hum kisi ka lihaz

Jaimini Sarshar

MORE BYJaimini Sarshar

    kareñ kis liye ham kisī lihāz

    kisī ko nahīñ jab hamārā lihāz

    musāvāt us chiiz naam hai

    ki uTh jaa.e chhoTe baḌe lihāz

    lihāz is kuchh tum ko bhī chāhiye

    kiyā ham ne kitnā tumhārā lihāz

    kisī koī baat suntā nahīñ

    kisī ko nahīñ ab kisī lihāz

    kharī baat kahne ke aadī haiñ ham

    na bejā muravvat na bejā lihāz

    jo insāñ zamāne ke kaam aa.egā

    usī karegā zamāna lihāz

    na rutba na ohda na zar hai na zor

    kare kaun 'sarshār' terā lihāz

    karen kis liye hum kisi ka lihaz

    kisi ko nahin jab hamara lihaz

    musawat us chiz ka nam hai

    ki uTh jae chhoTe baDe ka lihaz

    lihaz is ka kuchh tum ko bhi chahiye

    kiya hum ne kitna tumhaara lihaz

    kisi ki koi baat sunta nahin

    kisi ko nahin ab kisi ka lihaz

    khari baat kahne ke aadi hain hum

    na beja murawwat na beja lihaz

    jo insan zamane ke kaam aaega

    usi ka karega zamana lihaz

    na rutba na ohda na zar hai na zor

    kare kaun 'sarshaar' tera lihaz

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now