Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud apne sath dhoka kyun karun main

Ain Irfan

KHud apne sath dhoka kyun karun main

Ain Irfan

MORE BYAin Irfan

    ḳhud apne saath dhoka kyuuñ karūñ maiñ

    kisī saa.e pīchhā kyuuñ karūñ maiñ

    use maiñ bhuul jaanā chāhtā huuñ

    magar ḳhud par bharosa kyuuñ karūñ maiñ

    kabhī sochūñ ki ḳhud meñ lauT aa.uuñ

    kabhī sochūñ ki aisā kyuuñ karūñ maiñ

    KHud apne sath dhoka kyun karun main

    kisi sae ka pichha kyun karun main

    use main bhul jaana chahta hun

    magar KHud par bharosa kyun karun main

    kabhi sochun ki KHud mein lauT aaun

    kabhi sochun ki aisa kyun karun main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now