Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud ko aasan kar rahi ho na

Kumar Vishwas

KHud ko aasan kar rahi ho na

Kumar Vishwas

MORE BYKumar Vishwas

    ḳhud ko āsān kar rahī ho

    ham pe ehsān kar rahī ho

    zindagī hasratoñ mayyat hai

    phir bhī armān kar rahī ho

    niiñd sapne sukūn ummīdeñ

    kitnā nuqsān kar rahī ho

    ham ne samjhā hai pyaar par tum to

    jaan pahchān kar rahī ho

    KHud ko aasan kar rahi ho na

    hum pe ehsan kar rahi ho na

    zindagi hasraton ki mayyat hai

    phir bhi arman kar rahi ho na

    nind sapne sukun ummiden

    kitna nuqsan kar rahi ho na

    hum ne samjha hai pyar par tum to

    jaan pahchan kar rahi ho na

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now