Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

koi be-nam KHalish uksae

Yaqoob Rahi

koi be-nam KHalish uksae

Yaqoob Rahi

MORE BYYaqoob Rahi

    koī be-nām ḳhalish uksā.e

    kyā zarūrī hai tirī yaad aa.e

    terī āñkhoñ ke bulāve kiran

    kyuuñ mirī rāhguzar ban jaa.e

    zindagī dasht-e-safar dhuup dhuup

    tere bin kaise kahāñ ke saa.e

    koi be-nam KHalish uksae

    kya zaruri hai teri yaad aae

    teri aankhon ke bulawe ki kiran

    kyun meri rahguzar ban jae

    zindagi dasht-e-safar dhup hi dhup

    tere bin kaise kahan ke sae

    Source:

    Lamha Lamha Jaagi Raat (Pg. 107)

    • Author: Yaqoob Rahi
      • Edition: 1985
      • Publisher: Maktba Izhar, Mumbai
      • Year of Publication: 1985
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now