koi hasin nazara nazar tak pahunch gaya
koī hasīñ nazāra nazar tak pahuñch gayā
ḳhāna-ba-dosh jaise ki ghar tak pahuñch gayā
abr-e-karam zamīñ pe jo barsā to yuuñ lagā
dīvāna apne yaar ke dar tak pahuñch gayā
dār-e-fanā se aatī hai mansūr kī sadā
ik zer dekho kaise zabar tak pahuñch gayā
koi hasin nazara nazar tak pahunch gaya
KHana-ba-dosh jaise ki ghar tak pahunch gaya
abr-e-karam zamin pe jo barsa to yun laga
diwana apne yar ke dar tak pahunch gaya
dar-e-fana se aati hai mansur ki sada
ek zer dekho kaise zabar tak pahunch gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.