Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh bhi nahin hai baqi bazar chal raha hai

Salim Saleem

kuchh bhi nahin hai baqi bazar chal raha hai

Salim Saleem

MORE BYSalim Saleem

    kuchh bhī nahīñ hai baaqī bāzār chal rahā hai

    ye kārobār-e-duniyā bekār chal rahā hai

    vo jo zamīñ pe kab se ik paañv par khaḌā thā

    sunte haiñ āsmāñ ke us paar chal rahā hai

    kuchh muzmahil maiñ bhī rahtā huuñ apne andar

    vo bhī bahut dinoñ se bīmār chal rahā hai

    shorīdgī hamārī aise to kam na hogī

    dekho vo ho ke kitnā tayyār chal rahā hai

    tum aao to kuchh us miTTī idhar udhar ho

    ab tak to dil rasta hamvār chal rahā hai

    kuchh bhi nahin hai baqi bazar chal raha hai

    ye karobar-e-duniya bekar chal raha hai

    wo jo zamin pe kab se ek panw par khaDa tha

    sunte hain aasman ke us par chal raha hai

    kuchh muzmahil sa main bhi rahta hun apne andar

    wo bhi bahut dinon se bimar chal raha hai

    shoridgi hamari aise to kam na hogi

    dekho wo ho ke kitna tayyar chal raha hai

    tum aao to kuchh us ki miTTi idhar udhar ho

    ab tak to dil ka rasta hamwar chal raha hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Salim Saleem

    Salim Saleem

    RECITATIONS

    Salim Saleem

    Salim Saleem,

    Salim Saleem

    kuchh bhi nahin hai baqi bazar chal raha hai Salim Saleem

    Source :
    • Book : Wahima Vajood Ka (Pg. 78)
    • Author : Salim Saleem
    • Publication : Rekhta Publications (2022)
    • Edition : 2nd
    • Book : Sabhi Rang Tumhare Nikle (Pg. 80)
    • Author : Salim Saleem
    • Publication : Rekhta Publications (2017)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now