Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lab pe ek nam hamesha ki tarah

Mahshar Inayati

lab pe ek nam hamesha ki tarah

Mahshar Inayati

MORE BYMahshar Inayati

    lab pe ik naam hamesha tarah

    aur kyā kaam hamesha tarah

    din agar koī guzāre bhī to kyā

    phir vahī shaam hamesha tarah

    dekh kar un ko mire chehre rañg

    bar-sar-e-ām hamesha tarah

    kūcha-gardoñ pe pābandī hai

    jalva-e-bām hamesha tarah

    dil vahī shahr-e-tamannā ba-kanār

    aur nākām hamesha tarah

    haal kyā apnā batā.e 'mahshar'

    vaqf-e-ālām hamesha tarah

    lab pe ek nam hamesha ki tarah

    aur kya kaam hamesha ki tarah

    din agar koi guzare bhi to kya

    phir wahi sham hamesha ki tarah

    dekh kar un ko mere chehre ka rang

    bar-sar-e-am hamesha ki tarah

    kucha-gardon pe hi pabandi hai

    jalwa-e-baam hamesha ki tarah

    dil wahi shahr-e-tamanna ba-kanar

    aur nakaam hamesha ki tarah

    haal kya apna batae 'mahshar'

    waqf-e-alam hamesha ki tarah

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    lab pe ek nam hamesha ki tarah Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now