Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lafzon ka saeban bana lene dijiye

Fuzail Jafri

lafzon ka saeban bana lene dijiye

Fuzail Jafri

MORE BYFuzail Jafri

    lafzoñ sā.ebān banā lene dījiye

    sāyoñ ko tāq-e-dil meñ sajā lene dījiye

    gahre samundaroñ taheñ mat khañgāliye

    dil ko khulī havā mazā lene dījiye

    sochegā zehan saare masā.il ke hal magar

    pahle badan aag bujhā lene dījiye

    kab tak misāl-e-dasht saheñ mausamoñ jabr

    ḳhvāboñ koī shahr basā lene dījiye

    yādoñ ke khet suukh chale ab to 'ja.afarī'

    taaza ġhamoñ fasl ugā lene dījiye

    lafzon ka saeban bana lene dijiye

    sayon ko taq-e-dil mein saja lene dijiye

    gahre samundaron ki tahen mat khangaliye

    dil ko khuli hawa ka maza lene dijiye

    sochega zehan sare masail ke hal magar

    pahle badan ki aag bujha lene dijiye

    kab tak misal-e-dasht sahen mausamon ka jabr

    KHwabon ka koi shahr basa lene dijiye

    yaadon ke khet sukh chale ab to 'jafari'

    taza ghamon ki fasl uga lene dijiye

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 464)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now