Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mana apni jaan ko wo bhi dil ka rog lagaenge

Abu Mohammad Sahar

mana apni jaan ko wo bhi dil ka rog lagaenge

Abu Mohammad Sahar

MORE BYAbu Mohammad Sahar

    maanā apnī jaan ko vo bhī dil rog lagā.eñge

    ahl-e-junūñ ḳhud kyā samjhe haiñ nāseh kyā samjhā.eñge

    shāyad ashk o aah se ab bār-e-alam kuchh halkā ho

    ham bhī kareñge shola-fishānī ham bhī lahū barsā.eñge

    na sakeñge jiine vaale tark-e-ta.alluq kar ke magar

    aap ko bhī kuchh vahshat hogī aap bhī kuchh pachhtā.eñge

    milnā terā mushkil thā to lete is mushkil par

    kar tujh ko khone vaale kyūñkar bahlā.eñge

    mana apni jaan ko wo bhi dil ka rog lagaenge

    ahl-e-junun KHud kya samjhe hain naseh kya samjhaenge

    shayad ashk o aah se hi ab bar-e-alam kuchh halka ho

    hum bhi karenge shola-fishani hum bhi lahu barsaenge

    ji na sakenge jine wale tark-e-talluq kar ke magar

    aap ko bhi kuchh wahshat hogi aap bhi kuchh pachhtaenge

    milna tera mushkil tha to ji lete is mushkil par

    pa kar tujh ko khone wale kyunkar ji bahlaenge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now