Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mere tasawwuraat hain tahriren ishq ki

Saghar Siddiqui

mere tasawwuraat hain tahriren ishq ki

Saghar Siddiqui

MORE BYSaghar Siddiqui

    mere tasavvurāt haiñ tahrīreñ ishq

    zindānī-e-ḳhayāl haiñ zanjīreñ ishq

    ta.abīr-e-husn hai dil-e-majrūh lahū

    chhīñTe paḌe to ban ga.iiñ tasvīreñ ishq

    dāġh-e-firāq zaḳhm-e-vafā ashk-e-ḳhūñ-fishāñ

    roz-e-azal se haiñ yahī jāgīreñ ishq

    shām-e-ḳhizāñ ko sub.h-e-bahārāñ banā diyā

    tartīb-e-zīst ban ga.iiñ ta.azīreñ ishq

    'sāġhar' jahān-e-shauq meñ dekhī hai jāvedāñ

    ahl-e-nazar ke sāmne tafsīreñ ishq

    mere tasawwuraat hain tahriren ishq ki

    zindani-e-KHayal hain zanjiren ishq ki

    tabir-e-husn hai dil-e-majruh ka lahu

    chhinTe paDe to ban gain taswiren ishq ki

    dagh-e-firaq zaKHm-e-wafa ashk-e-KHun-fishan

    roz-e-azal se hain yahi jagiren ishq ki

    sham-e-KHizan ko subh-e-bahaaran bana diya

    tartib-e-zist ban gain taziren ishq ki

    'saghar' jahan-e-shauq mein dekhi hai jawedan

    ahl-e-nazar ke samne tafsiren ishq ki

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now