Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhse kaise chhupa liya hai mujhe

Kashif Husain Ghair

mujhse kaise chhupa liya hai mujhe

Kashif Husain Ghair

MORE BYKashif Husain Ghair

    mujh se kaise chhupā liyā hai mujhe

    kis añdhere ne aa liyā hai mujhe

    'ishq vaale kabhī nahīñ marte

    us ne zinda uThā liyā hai mujhe

    jin 'anāsir se zindagī thī mirī

    un 'anāsir ne khā liyā hai mujhe

    hai abhī tak mujhe talāsh apnī

    tum ne kis tarh liyā hai mujhe

    Duub jaane ke ḳhauf ne 'ġhā.er'

    Dūbne se bachā liyā hai mujhe

    mujh se kaise chhupa liya hai mujhe

    kis andhere ne aa liya hai mujhe

    'ishq wale kabhi nahin marte

    us ne zinda uTha liya hai mujhe

    jin 'anasir se zindagi thi meri

    un 'anasir ne kha liya hai mujhe

    hai abhi tak mujhe talash apni

    tum ne kis tarh pa liya hai mujhe

    Dub jaane ke KHauf ne 'ghaer'

    Dubne se bacha liya hai mujhe

    Source :
    • Book : Ek Shaam Tumhare Hisse Ki (Pg. 74)
    • Author : Kashif Husain Ghair
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now