Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhe KHushi hai meri us se rasm-o-rah nahin

Jaleel 'Aali'

mujhe KHushi hai meri us se rasm-o-rah nahin

Jaleel 'Aali'

MORE BYJaleel 'Aali'

    mujhe ḳhushī hai mirī us se rasm-o-rāh nahīñ

    vo shaḳhs dil se kisī bhī ḳhair-ḳhvāh nahīñ

    sabhī ḳhamosh haiñ aapas dushmanī meñ yahāñ

    kisī be-gunahī koī gavāh nahīñ

    vo mansaboñ havā meñ hai kisī tarah samjhe

    ġhulām shahr meñ koī bhī kaj-kulāh nahīñ

    ham apne shauq diyoñ salāmtī chāheñ

    kisī ke anjum-o-mahtāb par nigāh nahīñ

    anā ke mol na taḳht-e-shahī bhī le aa.eñ

    vagarna kis ko tamannā-e-nām-o-jāh nahīñ

    mujhe KHushi hai meri us se rasm-o-rah nahin

    wo shaKHs dil se kisi ka bhi KHair-KHwah nahin

    sabhi KHamosh hain aapas ki dushmani mein yahan

    kisi ki be-gunahi ka koi gawah nahin

    wo mansabon ki hawa mein hai kisi tarah samjhe

    ghulam shahr mein koi bhi kaj-kulah nahin

    hum apne shauq diyon ki salamti chahen

    kisi ke anjum-o-mahtab par nigah nahin

    ana ke mol na taKHt-e-shahi bhi le aaen

    wagarna kis ko tamanna-e-nam-o-jah nahin

    Source:

    Funoon (Monthly) (Pg. 542)

    • Author: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Edition: 25Edition Nov. Dec. 1986
      • Publisher: 4 Maklood Road, Lahore
      • Year of Publication: 25Edition Nov. Dec. 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now