Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

muztarib aap ke bina hai ji

Iftikhar Raghib

muztarib aap ke bina hai ji

Iftikhar Raghib

MORE BYIftikhar Raghib

    muztarib aap ke binā hai

    ye mohabbat bhī kyā balā hai

    rahā huuñ maiñ kitnā ghuT ghuT kar

    ye mirā jāntā hai

    mere siine meñ jo dhaḌaktā hai

    merā dil hai ki aap hai

    aap is ko burā samajhte haiñ

    apnā apnā mushāhida hai

    itne ma.asūm aap mat baniye

    aap logoñ ko sab patā hai

    kyā batā.ūñ ki kitnī shiddat se

    tum se milne ko chāhtā hai

    chand yādeñ haiñ chand sapne haiñ

    apne hisse meñ aur kyā hai

    ahl-e-furqat zindagī 'rāġhib'

    zindagī hai ki ik sazā hai

    muztarib aap ke bina hai ji

    ye mohabbat bhi kya bala hai ji

    ji raha hun main kitna ghuT ghuT kar

    ye mera ji hi jaanta hai ji

    mere sine mein jo dhaDakta hai

    mera dil hai ki aap ka hai ji

    aap is ko bura samajhte hain

    apna apna mushahida hai ji

    itne masum aap mat baniye

    aap logon ko sab pata hai ji

    kya bataun ki kitni shiddat se

    tum se milne ko chahta hai ji

    chand yaaden hain chand sapne hain

    apne hisse mein aur kya hai ji

    ahl-e-furqat ki zindagi 'raghib'

    zindagi hai ki ek saza hai ji

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Iftikhar Raghib

    Iftikhar Raghib

    RECITATIONS

    Iftikhar Raghib

    Iftikhar Raghib,

    Iftikhar Raghib

    muztarib aap ke bina hai ji Iftikhar Raghib

    Source:

    Lafoz Men Ehsas (Pg. 36)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now