aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na masjid hai koi na charch hai na koi mandir hai

Bhaskar Shukla

na masjid hai koi na charch hai na koi mandir hai

Bhaskar Shukla

MORE BYBhaskar Shukla

    na masjid hai koī na charch hai na koī mandir hai

    agar ghar hai kahīñ us to tere dil ke andar hai

    zamāne nazar ko vo bhalā aa.e nazar kaise

    na us rañg hai na ruup hai na koī paikar hai

    parindoñ meñ chahaktā hai guloñ meñ vo mahaktā hai

    hai us adākārī jo ye qudrat manzar hai

    maiñ hindū huuñ musalmāñ tum ye haiñ insān bāteñ

    vo hai ḳhāliq sabhī us ke aage sab barābar hai

    hai andāza mujhe aage safar mushkil bahut hogā

    magar jab ham-safar hai to phir kis baat Dar hai

    na masjid hai koi na charch hai na koi mandir hai

    agar ghar hai kahin us ka to tere dil ke andar hai

    zamane ki nazar ko wo bhala aae nazar kaise

    na us ka rang hai na rup hai na koi paikar hai

    parindon mein chahakta hai gulon mein wo mahakta hai

    hai us ki hi adakari jo ye qudrat ka manzar hai

    main hindu hun musalman tum ye hain insan ki baaten

    wo hai KHaliq sabhi ka us ke aage sab barabar hai

    hai andaza mujhe aage safar mushkil bahut hoga

    magar jab ham-safar tu hai to phir kis baat ka Dar hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now