Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nae safar ka jo elan bhi nahin hota

Rahat Indori

nae safar ka jo elan bhi nahin hota

Rahat Indori

MORE BYRahat Indori

    Interesting Fact

    Last ghazal of Rahat Indori

    na.e safar jo elaan bhī nahīñ hotā

    to zinda rahne armān bhī nahīñ hotā

    tamām phuul vahī log toḌ lete haiñ

    vo jin ke kamroñ meñ gul-dān bhī nahīñ hotā

    ḳhamoshī oḌh ke soī haiñ masjideñ saarī

    kisī maut elaan bhī nahīñ hotā

    vabā ne kaash hameñ bhī bulā liyā hotā

    to ham pe maut ehsān bhī nahīñ hotā

    nae safar ka jo elan bhi nahin hota

    to zinda rahne ka arman bhi nahin hota

    tamam phul wahi log toD lete hain

    wo jin ke kamron mein gul-dan bhi nahin hota

    KHamoshi oDh ke soi hain masjiden sari

    kisi ki maut ka elan bhi nahin hota

    waba ne kash hamein bhi bula liya hota

    to hum pe maut ka ehsan bhi nahin hota

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now