Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phaTe-purane baste mein bhi nai kitaben raushan rakho

Nazir Wahid

phaTe-purane baste mein bhi nai kitaben raushan rakho

Nazir Wahid

MORE BYNazir Wahid

    phaTe-purāne baste meñ bhī na.ī kitābeñ raushan rakho

    āñkheñ suunī mat hone do surḳh lakīreñ raushan rakho

    saa.at hai saa.at aate jaate haiñ qabīle yādoñ ke

    maazī ḳhasta havelī meñ kuchh dahlīzeñ raushan rakho

    dūr-andeshī jis meñ hogī raftār-e-zamāna us hai

    ḳhvāb āḳhirī manzil aanī hai tā'bīreñ raushan rakho

    be-hañgam āvāzoñ meñ shāyad ḳhāmoshī ne.amat ho

    kuchh nahīñ sunñe kuchh nahīñ kahne tahzībeñ raushan rakho

    phaTe-purane baste mein bhi nai kitaben raushan rakho

    aankhen suni mat hone do surKH lakiren raushan rakho

    saat hai saat hi aate jate hain qabile yaadon ke

    mazi ki KHasta haweli mein kuchh dahlizen raushan rakho

    dur-andeshi jis mein hogi raftar-e-zamana us ki hai

    KHwab ki aaKHiri manzil aani hai ta'biren raushan rakho

    be-hangam si aawazon mein shayad KHamoshi neamat ho

    kuchh nahin sunne kuchh nahin kahne ki tahziben raushan rakho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now